Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmmm pari pari hai ik pari aasmaan se aa giri saamne mere khadi mujhe uss se pyaar ho gaya haaan mujhe uss se pyaar ho gaya pari pari hai ik pari aasmaan se aa giri saamne mere khadi mujhe uss se pyaar ho gaya haaan mujhe uss se pyaar ho gaya wo chaand taaron ki roshni hai wo mandiron ka diyaa uss jaaneman ki bas ik jhalak ne paagal mujhe kar diya hmmm hmmm hmmm wo mere saanson ki raagini hai wo mere dono jahaan wo maang le jo mujh se kabhi to dil kya usse de doon jaan pari pari hai ik pari aasmaan se aa giri saamne mere khadi mujhe uss se pyaar ho gaya haaan mujhe uss se pyaar ho gaya jo muskuraa ke dekha mujhe to hua mera dil fidaa hai uss ke jaisi badi suhaani uss naazni ki ada hmmm hmmm hmmm ussi ke khaabon mein khoya rehta main aaj kal raat bhar subah subah jab main aankhein kholun aaye mujhe wo nazar pari pari hai ik pari aasmaan se aa giri saamne mere khadi mujhe uss se pyaar ho gaya haaan mujhe uss se pyaar ho gaya pari pari hai ik pari aasmaan se aa giri
are hey ek din aasmaan se pari aayegi heyy eee laut ke phir na wapas kabhi jaayegi are heyy uski khamosh aahat ko sunta hoon main raat din har ghadi lamha lamha intezaar hai usi ka hey hey ek din aasmaan se pari aayegi phoolon se wo aashna kaliyon se hogi narm wo dekhunga jab main use mujhse karegi sharm wo sharma ke naazuk ada se ghabra ke behki haya se zulfon ki bheegi ghata se heyy honthon ki sehmi sada se mere dil pe kayamat si wo dhayegi aayegi hey hey heyy ek din aasmaan se pari aayegi hey hey heyy laut ke phir na wapas kabhi jaayegi are heyy uski khamosh aahat ko sunta hoon main raat din har ghadi lamha lamha intezaar hai usi ka heyyy heyy yeeee ooouuuuu hooouu heyy heyy heyyy eeee ek din aasmaan se pari aayegi
haaannn kya ishq ne samjha hai kya husn ne jaana hai hum khaakh nasheenon ki thokar mein zamaana hai pari ho aasmaani tum magar tum ko to paana hai pari ho aasmaani tum magar tum ko to paana hai pari ho aasmaani tum magar tum ko to paana hai pari ho aasmaani tum magar tum ko to paana hai pari ho aasmaani tum magar tum ko to paana hai muhabbat kaise karte hain haan muhabbat kaise karte hain zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai aaaaa haaaaaa aaaaa muhabbat kaise karte hain haan haan muhabbat kaise karte hain kaise karte hai muhabbat dikhana hai dikhana hai zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai pari ho aasmaani tum magar tum ko to paana hai aaaa aaaa aaaa usne kaha tu kaun hai maine kahaa shaidaa tera usne kaha takta hai kya maine kaha surat teri aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa usne kaha kya chaahiye maine kaha ulfat teri usne kahaa mumkin nahin maine kaha yun hi sahi hoo meri tamnna dilbar jaana khel nahin hai are saaye mein talwaar ke aana khel nahin
pari hoon main pari hoon main pari hoon main pari hoon main pari hoon main mujhe shahar ke ladke pari pari bulaayen chalun main aage aage ladke peechhe hi pad jaayen pari hoon main mujhe shahar ke ladke pari pari bulaayen chalun main aage aage ladke peechhe hi pad jaayen har ladka mera deewana kaanon mein ye keh jaaye chal meri jaan kahin jaaye lekin only you and i only you and i only you and i hey upar neela sky neeche only you and i only you and i baby only you and i shola hoon shabnam hoon barkhaa hoon paani hooon shola hoon shabnam hoon barkhaa hoon paani hooon main sabka sapna hoon sapnon ki raani hoon raani hoon raani hoon pari hoon main mujhe shahar ke ladke pari pari bulaayen chalun main aage aage ladke peechhe hi pad jaayen har ladka mera deewana kaanon mein ye keh jaaye chal meri jaan kahin jaaye lekin only you and i only you and i only you and i hey upar neela sky neeche only you and i only you and i baby only you and i love me hold me feel me jispe main
pari re tu pari re tu kahaan ki pari dharti pe aayi kaise pari re tu kahaan ki pari dharti pe aayi kaise kaise kahoon lagan teri yahaan mujhe laayi kaise ke jaane jaan bandhi chali aayi kaise jannat se aayi piya main tujhe lene shukriyaa ji yahaan main hoon maze mein duniyaa humari hai sitaaron ki duniyaa meri bhi duniyaa bahaaron ki duniyaa raani gagan ki kehti hai aa jaa main bhi hun apni dharti kaa raaja raani gagan ki kehti hai aa jaa main bhi hun apni dharti kaa raaja aye naadaan tu kya jaane aa mere sang deewane dikhlaaun apna jahaan pari re tu kahaan ki pari dharti pe aayi kaise kaise kahoon lagan teri yahaan mujhe laayi kaise ke jaane jaan bandhi chali aayi kaise ooooo ooooo ooooo oooooo oooooo aaaaa aaaaa aaaaaa aaa aaaa aaaa ooooo ooooo ooooo oooooo oooooo mere jahaan mein heere moti ke mehal hai mere jahaan mein bhi to yaaron ke dil hai masti mein doobi hawaa mere chaman mein mehnat ki khushboo yahaan ki pawan mein apni zameen hai jannat humari thukraao
heyyy lala lala la la lala lala laha laha la lala lala lala lala la la la lala lala lala lala la la la ye pariyon ka mela hai har dil akela hai pariyon ka mela hai har dil akela hai mil jaao milne ke din hain khil jaao khilne ke din hain mil jaao milne ke din hain khil jaao khilne ke din hain hey hey hey hey hey hey mil jaao milne ke din hain khil jaao khilne ke din hain la laa la laa ye pariyon ka mela hai har dil akela hai pariyon ka mela hai har dil akela hai mil jaao milne ke din hain khil jaao khilne ke din hain mil jaao milne ke din hain khil jaao khilne ke din hain hey hey hey hey hey hey mil jaao milne ke din hain khil jaao khilne ke din hain hey hey hey
Pariyon Ki Nagri Se
parmeshwar rakhwala tera parmeshwar rakhwala parmeshwar rakhwala tera parmeshwar rakhwala wo hi mata wo hi pita hai wo hi mata wo hi pita hai maine to bas palaa parmeshwar rakhwala tera parmeshwar rakhwala sukh sapne sakaar huye sukh sapne sakaar huye jab maine tujhko payaa teen lok ka sai tere sar par rakhe sayaa tu mera nanha man mohan tu mera nanha man mohan tu mera nandlalaa parmeshwar rakhwala tera parmeshwar rakhwala jis data ki den hai tu jis data ki den hai tu us par mamta balihari nishdin mahake lahake tere jeevan ki phulvaree hansta basta dekh ke tujh ko hansta basta dekh ke tujh ko jhoome man matwala parmeshwar rakhwala tera parmeshwar rakhwala
parwaane o parwaaneeee parwaane o parwaaneeee parwaane o parwaane do din ki jawaani hai jal jaa tu muhabbat mein jal jaa jal jaa tu muhabbat mein ye aag puraani hai parwaane o parwaane mujhse na bacha daamannn dil hai tera deewana chup chup ke mera milnaaaa mil mil ke bichhad jaana ik raaz hai ulfat ka tu jiss ki nishaani hai jal jaa tu muhabbat mein jal jaa jal jaa tu muhabbat mein ye aag puraani hai parwaane o parwaane ab door na ho mujhse bas kar meri saanson mein nazron se mila nazren aur dekh inn aankhon mein kuchh tera fasaana hai kuchh meri kahaani hai jal jaa tu muhabbat mein jal jaa jal jaa tu muhabbat mein ye aag puraani hai parwaane o parwaane
parwaanon se preet seekh le shamma se seekhen jal jaana phir duniya ko yaad rahega phir duniya ko yaad rahega tera mera afsaana parwaanon se preet seekh le shamma se seekhen jal jaana phir duniya ko yaad rahega shabnam se hum seekhenge fariyaad na karna ro lena fariyaad na karna ro lena phoolon se seekhenge hum kaanton ki nok par mit jaana phir duniya ko yaad rahega phir duniya ko yaad rahega tera mera afsaana parwaanon se preet seekh le shamma se seekhen jal jaana phir duniya ko yaad rahega bulbul ban kar janam janam main teri khoj mein gaaungi main teri khoj mein gaaungi yahi aas lekar hai jeena isi aas mein mar jaana phir duniya ko yaad rahega phir duniya ko yaad rahega tera mera afsaana parwaanon se preet seekh le shamma se seekhen jal jaana phir duniya ko yaad rahega phir duniya ko yaad rahega tera mera afsaana parwaanon se preet seekh le shamma se seekhen jal jaana
parwar deegar e aalam tera hi hai sahaara tere siwaa jahaan mein koi nahin hamaara parwar deegar e aalam tera hi hai sahaara tere siwaa jahaan mein koi nahin hamaara parwar deegar e aalam nuhkaa safina tune tufaan se bachaaya duniyaa mein tu hamesha bando ke kaam aaya maangi khalil ne jab tujhse dua khudaya aatish ko tune fauran ek gulsitaan banaya har iltezaa ne teri rehmat ko hai ubhara parwar deegar e aalam tera hi hai sahaara parwar deegar e aalam yunus ko tune machhali ke pet se nikala tune hi mushkilon mein ayub ko sambhalaa ilyaas par karam ka tune kiya ujala hain do jahaan mein yaa rabb tera hi bol baala tune sadaa ilaahi bigdi ko hai sanwaara parwar deegar e aalam tera hi hai sahaara parwar deegar e aalam yusuf ko tune maula di qaid se rihaayi yaaqub ko dubaara shakl e fisar dikhaayee behti huyi nadi mein mussa ki raah banaayi tune salib par bhi isaa ki jaan bachaayi daata tere karam ka koi nahin kinara parwar deegar e aalam tera hi hai sahaara parwar
pasand aa gayi hai ik kaafir haseena pasand aa gayi hai pasand aa gayi hai ik kaafir haseena umar uski solha baras chhe mahinaa pasand aa gayi hai sitamgar ne mushkil kiya mera jeena umar uski solha baras chhe mahinaa pasand aa gayi hai jannat ki hooron sa dilkash jamaal dariyaa ki maujon si badmast chaal jannat ki hooron sa dilkash jamaal dariyaa ki maujon si badmast chaal sheeshe ke saagar saaaaaa sheeshe ke saagar sa naazuk badan to shabnam ke qatron sa rangeen paseena umar uski solha baras chhe mahinaa pasand aa gayi hai kamsin abhi hai wo naadan hai ulfat ki baaton se anjaan hai kamsin abhi hai wo naadan hai ulfat ki baaton se anjaan hai uss bekhabarrrrrr kooooo uss bekhabar ko nahin kuchh khabar ghum e ishq se phoonk gaya mera seena umar uski solha baras chhe mahinaa pasand aa gayi hai kitni haseen meri mehboob hai jodi humari bahot khoob hai kitni haseen meri mehboob hai jodi humari bahot khoob hai shayar hoon main toooo shayar hoon main to wo jaan e ghazal
patanga patanga jal jal jal mar jaaye ye deepak jhoom jhoom lehraaye patanga jal jal jal mar jaaye ye deepak jhoom jhoom lehraaye ye deepak lau usi se lagaaye patanga bhed jaan na paaye ye deepak lau usi se lagaaye patanga bhed jaan na paaye mann ki agan ko haaye nahin jaana aag se khela ye parvaana mann ki agan ko haaye nahin jaana aag se khela ye parvaana mann ki lagi hai tan ujhiyaara jalte reh na bhaag humaara hooooo ye batiyaan kaun tujhe samjhaaye ye batiyaan kaun tujhe samjhaaye patanga jal jal jal mar jaaye ye deepak jhoom jhoom lehraaye ye deepak lau usi se lagaaye patanga bhed jaan na paaye kaam hai aasaan bas mar jaana kaam hai mushkil khud ko jalaana kaam hai aasaan bas mar jaana kaam hai mushkil khud ko jalaana tohare milan mein jaan to jaaye pyaar ki lekin aan na jaaye ooooo hamesha preet ki reet nibhaye hamesha preet ki reet nibhaye ye deepak lau usi se lagaaye patanga bhed jaan na paaye patanga jal jal jal mar jaaye ye deepak jhoom jhoom lehraaye
pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana meri soorat pe naa jaana meri soorat pe naa jaana pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana wahaan kuchh der hai pyaare nahin andher hai pyaare jo tujhko naa dikhaayi de nazar ka pher hai pyaare wahaan kuchh der hai pyaare nahin andher hai pyaare jo tujhko naa dikhaayi de nazar ka pher hai pyaare nazar ka pher hai pyaare tu behkave mein naa aana hai uska sab jag jaana meri soorat pe naa jaana meri soorat pe naa jaana pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana chhar ke aath tu kar le aath ke saath tu kar le rahega phir bhi ye khaali pet ko laakh tu bhar le chhar ke aath tu kar le aath ke saath tu kar le rahega phir bhi ye khaali pet ko laakh tu bhar le pet ko laakh tu bhar le seekh le mann ko manaana sabr se kaam chalana meri soorat pe naa jaana meri soorat pe naa jaana pate ki baat kahega kahega jab bhi deewana jo naa talwaar se hoga wo pal mein pyaar se hoga naa kar paayenge jo
path bhoola ek aaya musafir leke mera mann door chala bikhre sapne reh gayin yadein raat se pehle chaand dhala path bhoola koi na samjhe koi na jaane dil ki lagi hai kya laakh chhupaun chhup na sake prem kaa rog buraa path bhoola ek aaya musafir leke mera mann door chala path bhoola dil kehta hai rok le usko uss bin kaun tera lekin kiski doon main duhayi kya adhikaar mera path bhoola ek aaya musafir leke mera mann door chala bikhre sapne reh gayin yadein raat se pehle
pathar ke sanam tujhe humne mohabbat ka khuda jaana pathar ke sanam tujhe humne mohabbat ka khuda jaana badi bhool huyi are humne ye kya samjha ye kya jaana pathar ke sanam chehra tera dil mein liye chalte rahe angaaron pe tu ho kahin tu ho kahin sajde kiye humne tere rukhsaaro pe hum saa naa hoooo koi deewana pathar ke sanam tujhe humne mohabbat ka khuda jaana pathar ke sanam socha tha ye badh jaayengi tanhaaiyaan jab raaton ki rastaa humen rastaa humen dikhlaayegi shamm e wafaa unn haathon ki thokar lagi tab pehchaana pathar ke sanam tujhe humne mohabbat ka khuda jaana pathar ke sanam aye kaash ke hoti khabar tune kise thukraaya hai sheesha nahin sheesha nahin saagar nahin mandir saa ek dil dhaaya hai taaa aasmaan hai veerana pathar ke sanam tujhe humne mohabbat ka khuda jaana badi bhool huyi are humne ye kya samjha ye kya jaana pathar ke sanam
patli kamar hai tirchhi nazar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai khilen phool si teri jawani koi bataye kaha kasar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai aa aaja mere manchaahe baalam aaja tera aankhon mein ghar hai aaja tera aankhon mein ghar hai hoye main chanchal madmast pawan hoon main chanchal madmast pawan hoon jhoom jhoom har kali ko choomun jhoom jhoom har kali ko choomun bichhad gayi bichhad gayi main ghayal hirni tumko dhoondhun ban ban ghoomun meri zindagi mast safar hai meri zindagi mast safar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai aa aaja mere manchaahe baalam aaja tera aankhon mein ghar hai aaja tera aankhon mein ghar hai tum bin nainon ki barsaatein rok na paaun laakh manaaun tum bin nainon ki barsaatein rok na paaun laakh manaaun main behte dariya ka paani main behte dariya ka paani khel kinaaron se badh jaaun khel kinaaron se badh jaaun bandh na paaun naya nagar nit nayi dagar hai patli kamar hai tirchhi nazar hai aa aaja mere manchaahe baalam
patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta jaane na jaane gul hi na jaane baagh to saara jaane hai patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta koi kisi ko chaahe to kyun gunaah samjhte hain log koi kisi ki khaatir tadpe agar to hanste hain log begana aalam hai saara yahaan to koi humaara dard nahin pehchaane hai patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta chaahat ke gul khilenge chalti rahen hazaar aandhiyaan hum to isi chaman mein baandhenge pyaar ka aashiyaan ye duniyaan bijali giraye duniyaan kaante bichhaye ishq magar kab maane hai patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta dikhlayenge jahaan ko kuchh din jo zindagani hai aur kaise na hum milenge humne bhi dil mein thani hai aaj abhi matwaale dilon ki muhabbat waale dilon ki baat koi kya jaane hai patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta jaane na jaane gul hi na jaane baagh to saara jaane hai patta patta
aaaa aa aaaaaa aaaa aa aaaa aa aa aaaa aaaa aa aa aaaa waqt ke sanche mein apni zindagi ko dhaal kar muskuraao maut ki aankhon mein aankhen daal kar patthar se sheesha takara ke hah patthar se sheesha takara ke wo kehte hain dil toote na patthar se sheesha takara ke wo kehte hain dil toote na us dhan ki keemat kuchh bhi nahin jis dhan ko lutera loote na patthar se sheesha takara ke aaaa aa aa aa aa aa aaaa aa aaaaaa nazaron ka ishara dhoka tha baaton ka sahara dhoka tha nazaron ka ishara dhoka tha baaton ka sahara dhoka tha baaton ka sahara dhoka tha ab ghum mein dil doobe lekin ab ghum mein dil doobe lekin majhdhaar se naata toote na patthar se sheesha takara ke do aankhon ke takraane se afsaane bante hain lekin do aankhon ke takraane se afsaane bante hain lekin afsaane bante hain lekin kuchh aise fasaane hain jinka kuchh aise fasaane hain jinka kaanton se daaman chhoote na patthar se sheesha takara ke beqraari qaraar ho jaaye jo fiza hain bahaar ho jaye isko
haaye pawan deewani pawan deewani naa maane udaave mora ghoonghtaa aa li pawan deewani pawan deewani naa maane udaave mora ghoonghtaa aa li pawan deewani uljhi latt humari lipti mori saari path pe koi jaise maare pichkaari uljhi latt humari uljhi latt humari lipti mori saari path pe koi jaise maare pichkaari chhed chhed jaaye chanchal mastaani mastaani pawan deewani pawan deewani naa maane udaave mora ghoonghtaa aa li pawan deewani sa ni dha ma ga ga ma dha ni pa ni dha ni ni sa ankhiyaan kar ke mori dagri nahin suje kitt chali main gori bairan sab boojhe ankhiyaan kar ke mori ankhiyaan kar ke mori dagri nahin suje kitt chali main gori bairan sab boojhe ghoom ghoom roke phir bhi marr jaani marr jaani pawan deewani pawan deewani naa maane udaave mora ghoonghtaa aa li pawan deewani
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pari Hungama (2003) 04:57 18633
 
Poster of Hungama (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Babul Supriyo
On Screen Actors- 
Akshaye Khanna, Rimi Sen
Duration : 04:57   Song Number : 18633   

Pari Saawariya (2007) 05:16 18954
 
Poster of Saawariya (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sameer Anjaan
Music Director- 
Monty Sharma
Singer- 
Kunal Ganjawala
On Screen Actors- 
Ranbir Kapoor, Rani Mukherjee
Duration : 05:16   Song Number : 18954   

Pari Ho Aasmaani Tum Zamaane Ko Dikhana Hai (1981) 10:37 18242
 
Poster of Zamaane Ko Dikhana Hai (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure
Duration : 10:37   Song Number : 18242   

Pari Hoon Main Officer (2001) 05:06 31544
 
Poster of Officer (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Deepak Chowdhari
Music Director- 
Deepak Chaudhary
On Screen Actors- 
Raveena Tandon, Sunil Shetty
Duration : 05:06   Song Number : 31544   

Pari Re Tu Udhar Ka Sindur (1976) 05:28 18557
 
Poster of Udhar Ka Sindur (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jitendra, Reena Roy
Duration : 05:28   Song Number : 18557   

Pariyon Ka Mela Hai Satte Pe Satta (1981) 06:41 36327
 
Poster of Satte Pe Satta (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Duration : 06:41   Song Number : 36327   

Pariyon Ki Nagri Se Shehzada (1972) 04:10 38204
 
Poster of Shehzada (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:10   Song Number : 38204   

Parmeshwar Rakhwala Tera Chambal Ki Kasam (1980) 03:22 12295
 
Poster of Chambal Ki Kasam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Duration : 03:22   Song Number : 12295   

Parwaane O Parwaane Nazneen (1951) 03:19 12413
 
Poster of Nazneen (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:19   Song Number : 12413   

Parwanon Se Preet Seekh Le Bilwamangal (1954) 03:26 40550
 
Poster of Bilwamangal (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Suraiya
Duration : 03:26   Song Number : 40550   

Parwar Deegar E Aalam Hatimtai (1956) 03:42 12357
 
Poster of Hatimtai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rekha
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jay Raj
Duration : 03:42   Song Number : 12357   

Pasand Aa Gayi Hai Mehboob Ki Mehndi (1971) 04:11 12385
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:11   Song Number : 12385   

Patanga Jal Jal Mar Jaaye Patanga (1971) 05:41 15295
 
Poster of Patanga (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Vimi
Duration : 05:41   Song Number : 15295   

Pate Ki Baat Kahega Diwana (1967) 03:53 12322
 
Poster of Diwana (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Others
Duration : 03:53   Song Number : 12322   

Path Bhoola Ek Aaya Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964) 02:34 37510
 
Poster of Door Gagan Ki Chhaon Mein (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Supriya Choudhary, Kishore Kumar
Duration : 02:34   Song Number : 37510   

Pathar Ke Sanam Patthar Ke Sanam (1967) 05:02 21094
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 05:02   Song Number : 21094   

Patli Kamar Hai Barsaat (1949) 03:23 12217
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 03:23   Song Number : 12217   

Patta Patta Ek Nazar (1972) 05:10 18265
 
Poster of Ek Nazar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan
Raag- 
Marwa
Duration : 05:10   Song Number : 18265   

Patthar Se Sheesha Sawan Ko Aane Do (1979) 05:43 12483
 
Poster of Sawan Ko Aane Do (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Fauk Zami
Music Director- 
Raj Kamal
Singer- 
Anand Kumar C
On Screen Actors- 
Arun Govil, Others
Duration : 05:43   Song Number : 12483   

Pawan Deewani Naa Maane Dr Vidya (1962) 03:23 12336
 
Poster of Dr Vidya (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Bahar
Duration : 03:23   Song Number : 12336